Saturday, February 15, 2020

जो बड़े बड़े ब्रांड नहीं कर पाए वह इस नई स्मार्टफोन कंपनी ने कर दिखाया /

Hum sbko pta hai ki India globally, world ki second largest smartphone market hai uske bawjood bhi kisi bhi smartphone brand ne Indian market me apna 5g device pesh nhi kiya hai.


First 5g smartphone India me  IQoo la rhi hai yh ek Chinese brand hai jisne bhot hi kam smy me china me apni ek alg pahchan bna li hai.

Iqoo China me midrange aur flagships phones lunch krte hai yh Chaina me vivo ka sub brand hai pr India me ye fully independent brand bnke aa rhe hai.

Iqoo India me 25 feb ko apna pahla smartphone IQoo 3 lunch krne wala hai jo India ka first 5g smartphone hoga.

Aaiye jainte hai eske features ke bare me -

Hame leaks se ye pta chala hai ki IQoo 3 abtk ke sbse powerfull processor snapdragon 865 ke sath aa rha hai ye 6/8/12 gb 3 ram variant me mil skta hai whi rom ki bat ki jay to 128 aur 256 gb 2 rom variants ho skte hai.

 whi display ki bat ki jay to yh 6.44 inches ki full HD+ super amoled punchhole display ke sath aa skta hai jisme 120 hrz ka screen refresh rate hone ke chances hai esme indisplay fingerprint sensor hoga.

 yh front aur back glass buildquality ke sath ayga aur aluminium frame milne ke chance hai jisse yh inhand feel me kamal ka hoga.


 esme quad camera setup hoga jiske megapixels ki clear jankari nhi mil pai hai kai jgh pr 48 megapixel ke primary camera hone ke bare me kha ja rha hai aur kai jgh pr 68 megapixel ke primary senson hone ko kha ja rha hai hame jha tk ye lgta hai ki eska primary sensor sony ke 686 camera sensor ke sath aayga jo 48 megapixel ka hoga aur eske sath 13+13+2 mp ke cameras hoge jo ultrawide,telephoto aur depth sensors hoge aur bat kre selfy camera ki to wh 16 mp ka mil jayga jo slow motion aur AI features se lash hoga.

IQoo 3 me 4370 mah ki battry hogi jo 55 watt Super Flash charge ke sath aayga agr price ki bat kre to 4g variant ki price 35999 aur 5g variesnt ki price approx 50000 ho skti hai.

Apko hamari di hui jankari kaisi lagi please comment me jaroor bataiyega agr meri di gai koi inforation apko shi nhi lg rhi to ap comment me bta skte hai mai agli bar use sudharne ki puri koshish kruga.


1 comment:

  1. Hume aapki Jankari Bahut achhi lgi mai Aasha krta hoo ki Agli baar Esse bho achhi Achhi Jankari Dete rhnege alg alg products And Brond Ke bare me jankari dete rhiye DD Sir Ji

    ReplyDelete